- 歌词
- 专辑列表
Anand Raj Anand
-
Pyar Kiya to Nibhana
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana Even for a moment, darling, don't go far from me Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana Even for a moment, darling, don't go far from me
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana
Oh oh oh oh, mm mm mm Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath Ek baar keh do tum bhi, haathon mein leke haath
Oh oh oh Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath Lo keh diya yeh tumse, haathon mein leke haath
Hum tum, tum hum banke rahe humraaz humsafar
Shikwa kare na koi ek duje se umr bhar Pyaar hamaara ho aise ke dekhe yeh zamaana
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana 更多更详尽歌词 在 ※ Mojim.com 魔镜歌词网 Becoming crazy, my heart tells you time after time
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana Na main tumhe sataaoon, na tum mujhe sataao
Main tumko samajh jaaoon, tum mujhko samajh jaao
Na main tumhe sataaoon, na tum mujhe sataao
Main tumko samajh jaaoon, tum mujhko samajh jaao
Chaahat hi pooja ho mann mandir ho jaaneman
Ek duje ke bin ek pal bhi lagta nahin ho mann
Phir to jeevan ban jaayega pyaar ka taraana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana Becoming crazy, my heart tells you time after time
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana
-
|